saba ru Songs, Audio & Video

saba ru
01
MUSIC TRACK saba ru
Save As
02
MUSIC TRACK saba ru
Save As
03
MUSIC TRACK saba ru
Save As
04
MUSIC TRACK saba ru
Save As

About saba ru

Explore saba ru music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Sabaq Aisa Padhha Diya Tune

Song Title = Sabaq Aisa Padhha Diya Tune
Movie/album = Tehzeeb (2003)
Singers = Madhushree
Song Lyricists = Nawab Mirza Khan (Daagh Dehlvi)
Music Director = A.R. Rahman
Director = Khalid Mohammed

Mp3 Song Lyrics

((Sabaq aisa, padhha diya Tune
Dil se sab kuchh bhula diya tune
Sabaq aisa, padhha diya Tune
Dil se sab kuchh bhula diya tune
Laakh dene ka ek dena hai
Oh
Laakh dena ka ek dena hai
Dil ye be maut diya tune
Be talab, jo mila, mila mujhko
Be talab, jo mila, mila mujhko
Be gharaz, jo diya, diya tune
Sabaq aisa padhha diya tune
Dil se sab kuchh bhula diya tune

Kahin mushtaaq se hijaab huwa
Kahin parda uthha diya tune
Kahin mushtaaq se hijaab huwa
Kahin parda uthha diya tune
Mit gaye, dil se, naqsh e baatil sab
Naqsh apna jama diya tune
Sabaq aisa, oh sabaq aisa

Mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya
Mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya
Toh jahannum ko kya diya tune
Daagh ko, kaun dena waala tha
Jo diya, eh khuda diya tune
Sabaq aisa, sabaq aisa
sabaq aisa, sabaq aisa
Sabaq aisa padhha diya tune
Dil se sab kuchh bhula diya tune...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.