Pal pal song Songs, Audio & Video

About Pal pal song

Explore Pal pal song music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Pal Ik Pal Mein Hi Tham Sa Gay

Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath jo de gaya

[Chorus]
Chalun main?jahaan?jaaye tu
Daayein main?tere, baayein tu
Hoon rut main, hawayein?tu, saathiya
Hansu main jab gaaye tu
Roun main, murjhaaye tu
Bheegun main, barsaaye tu, saathiya

[Verse 1]
Saaya mera hai teri shakal
Haal hai aisa kuch aajkal
Subah main hoon tu dhoop hai
Main aaina hoon tu roop hai
Yeh tera saath khoob hai
Humsafar

[Verse 2]
Tu ishq ke saare rang de gaya
Phir kheench ke apne sang le gaya
Kahin pe kho jaaye chal
Jahaan ruk jaaye pal
Kabhi naa phir aaye kal
Saathiya

Ek maange agar sau khwaab doon
Tu rahe khush, main aabad hoon
Tu sabse juda juda sa hai
Tu apni tarah tarah sa hai
Mujhe lagta nahi hai tu doosra

[Pre-Chorus]
Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath jo de gaya

[Chorus]
Chalun main jahaan jaaye tu
Daayein main tere, baayein tu
Hoon rut main, hawayein tu, saathiya
Hansu main jab gaaye tu
Roun main, murjhaaye tu
Bheegun main, barsaaye tu, saathiya

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.