Pool ki zuban Songs, Audio & Video

Pool ki zuban
01
MUSIC TRACK Pool ki zuban
Save As
02
MUSIC TRACK Pool ki zuban
Save As
03
MUSIC TRACK Pool ki zuban
Save As
04
MUSIC TRACK Pool ki zuban
Save As

About Pool ki zuban

Explore Pool ki zuban music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Zuban Pe Jo Nhi Aaye

Song Title = Zuban Pe Jo Nhi Aaye
Movie/album = Salaakhen (1998)
Singer = Udit Narayan, Chithra K S Dilip Sen Sameer Sen Sameer
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Guddu Dhanoa

Mp3 Song Lyrics

((aa aa aa aa........

jubaan pe jo nahi aaye, jo aankhon se kahin jaaye
aahum aahum aahum aahum
jubaan pe jo nahi aaye, jo aankhon se kahin jaaye
wahin baat mere dil mein chhupi hai
aahum aahum aahum aahum
jawaani mein jo lag jaaye, jo paani se na bujh paaye
aahum aahum aahum aahum
jawaani mein jo lag jaaye, jo paani se na bujh paaye
wahi aag mere dil mein lagi hai
aahum aahum aahum aahum........

kahin chain hai na toh aaram hai
tujhe yaad karana mera kaam hai
jawaan hai subah toh hasin shaam hai
mere bhi labon pe tera naam hai
yahaan hai wahaan hai na jaane kahaan hai
naya dard chaahat ka yaara
yeh kya ho gaya main kahaan kho gaya main
mujhe inn adaao ne maara
nayi pyaas mere dil mein dabi hai
aahum aahum aahum aahum........

akeli jawaani jawaani hai kya
mohabbat bina jindagaani hai kya
deewaana nahi toh deewaani hai kya
wafaao ki dilkash kahaani hai kya
suno ji kaho ji bataaya jo mujhako
kisi aur ko na bataana
likha hai padha hai deewaano ne milake
jawaan dhadkano ka fasaana
wahin chaah mere dil mein basi hai
aahum aahum aahum aahum........
jubaan pe jo nahi aaye, jo aankhon se kahin jaaye
aahum aahum aahum aahum
jawaani mein jo lag jaaye, jo paani se na bujh paaye
wahi aag mere dil mein lagi hai
aahum aahum aahum aahum........))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.