Na na karte pyar Songs, Audio & Video

About Na na karte pyar

Explore Na na karte pyar music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Karte Hain Dil Se

Song Title = Karte Hain Dil Se
Movie/album = Rajdhani Express (2013)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Rameez
Music Director = Lahu Madhav, Ritesh Nalini
Director = Ashok Kohli

Mp3 Song Lyrics

((Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah

Ho...hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah

Ik aapka tassavur
Bas aapka khayaal
Phir hain dooriyaan
Yehi mujhko hai ek malaal
Jaane milega mujhko ab
Karaar kis tarah
Hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah

Ho...hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah

O..ho..ho..o..ho..
O..ho..ho..o..ho..
Ho..ho..ho..

Yeh aapko paane ko
Machalta hai har ghadi
Pehlu mere seene main
Badalta hai har ghadi
Samjhaaye koi dil ko mere
Har baar kis tarah
Hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah

Ho...hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.