tune maari entry Songs, Audio & Video

About tune maari entry

Explore tune maari entry music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Tune Saath Jo Mera Chhoda

Song Title = Tune Saath Jo Mera Chhoda
Movie/album = Tere Naam (2003)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Satish Kaushik

Mp3 Song Lyrics

((Kya guzregi dil par bande
Saath kisi kaa chhute to
Ye jeena phir kaisa
Jeena apna koi ruthe to

Tunesaath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune nata jo tune nata jo
Tune nata jo mujhse toda
Deewana tera mar jaayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune nata jo mujhse toda
Deewana tera mar jaayega

Aankhon mein bas teri surat
Aur dil mein basa hai pyaar tera
Aankhon mein bas teri surat
Aur dil mein basa hai pyaar tera
Ab maut mujhe kya rokegi
Bas karna hai deedaar tera
Har haal mein tujhse milnaa hai
Chaahe suli chadnaa pad jaaye
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune nata jo tune nata jo
Tune nata jo tune nata jo
Mujhse toda deewana
Tera mar jaayega

Baahon mein bas ek baar sanam
Bhar lun main tujhe ye hasrat hai
Baahon mein bas ek baar sanam
Bhar lun main tujhe ye hasrat hai
Raahon mein bas ek baar sanam
Dekhun main tujhe ye hasrat hai
Har haal mein tujhse milnaa hai
Chaahe suli chadnaa pad jaaye
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Tune nata jo tune nata jo
Tune nata jo mujhse toda
Deewana tera mar jaayega
Tune saath jo mera chhoda
Deewana tera mar jaayega
Mere honton pe meri baaton mein
Meri yaadon mein mere khwabo mein
Kabhi sochun main kabhi bhulun main
Kabhi puchun main kabhi dhundhu main...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.