neeraj shidhkar Songs, Audio & Video

About neeraj shidhkar

Explore neeraj shidhkar music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Neeraj Shridhar, Salim Merchan

Song Lyrics Title = Rishta Hai Mera
Song Lyrics Movie = Chance Pe Dance (2009)
Singers = Shaan, Tulsi Kumar
Song Lyricists = Irfan Siddique
Music Composer = Adnan Sami
Director = Ken Ghosh
Music Label = T-Series
Release on = 15th January, 2010

Mp3 Song Lyrics

((Hmm hmm hmm aasmaan hoon
Hmm m mm sitaaron se

Chhaaya woh khumaar hai, main hoon laapata
Thoda sa karaar hai, thoda hai nasha
Bhigi si hai ik khushabu, khushabu mein hai ik jaadu
Jaadu se dil huwa hai mera bekaabu
Puri huyi hai chaahat, chaahat mein bhi hai raahat
Raahat se mehaki justaju
Wo wo Rishta hai mera aasmaano se, baadalo se bhi milana hai abhi
Haath bhi milaana hai sitaaro se

Betaabi hai bechaini hai, behad yeh dil bekaraar beintaai hai
Haan taare, hawa, mausam fija, badal, ghata sang hai
Abb ghum na koyi hai
Har jarra jarra jhume, khushi kadamo ko chume
Pyaare se hain yeh silsile
Wo wo Rishta hai mera aasmaano se, baadalo se bhi milana hai abhi
Haath bhi milaana hai sitaaro se

Kaise kaha kab kya huwa kuchh na khabar na pata
Kismat ka hai yeh kaam
Mehmaan hoon manjil ka main dekhu jahan bhi likha hai, bas mera hi naam
Marji pal abb ki hai yeh, khushi alag si hai yeh
Sab kuchh hai bas mere liye
Wo wo Rishta hai mera aasmaano se, baadalo se bhi milana hai abhi
Haath bhi milaana hai sitaaro se
Na na na na..
Aasmano se.. Baadalon se bhi milana hai abhi, sitaro se...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.