hamara dil apke Songs, Audio & Video

About hamara dil apke

Explore hamara dil apke music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Hamara Kya Hai Ham Tadpe

Song Title = Hamara Kya Hai Ham Tadpe
Movie/Album = Zindagi Ya Toofan (1958)
Singers =Asha Bhosle, Talat Mahmood
Song Lyricists = Nakhshab Jarchavi
Music Director = Nashad

Mp3 Song Lyrics

((Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye
Bas itna ho hame bhi apne
Dil par ikhtiyar aaye
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye

Bahut aansu hai aankho mein
Bahut se dag hai dil mein
Na ab sawan ki rut aaye
Na ab fasle bahar aaye
Magar tumko karar aaye

Humi ne bewafai ki
Hami ne ye dua mangi
Hamari bewafai ka na tumko
Etbar aaye
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye

Jaha itna kiya hai
Aap ye bhi karam kar do
Tum apni yaad se kahdo
Na hargiz bar bar aaye
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.