babul teri bagiya ki Songs, Audio & Video

About babul teri bagiya ki

Explore babul teri bagiya ki music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Babul Kaun Ghadi Yeh

Song Title = Babul Kaun Ghadi Yeh
Movie/Album = Umang (1970)
Singer = Mohammed Rafi

Mp3 Song Lyrics

((Babul kaun ghadi ye aayi
Babul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
Babul kaun ghadi ye aayi
Babul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
Babul kaun ghadi ye aayi

saajan ka jab aaye bulaawa
koyi na baadha maane Raadha
saajan ka jab aaye bulaawa
koyi na baadha maane Raadha
tod ke pinjda ud jaaye chidiya
roye bhale shehnaayi
Babul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
Babul kaun ghadi ye aayi

solah baras toone god khilaaya
baanhon me lekar jhoola jhulaaya
solah baras toone god khilaaya
baanhon me lekar jhoola jhulaaya
gale lagaaya aaj na kyun jab
gale lagaaya aaj na kyun jab
meri huyi bidaayi
baabul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
baabul kaun ghadi ye aayi

peehar se jab doli jaaye
duniya heere moti lutaaye
peehar se jab doli jaaye
duniya heere moti lutaaye
lekin main aisi badkismat
aansoo dahez me laayi
baabul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
baabul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
baabul kaun ghadi ye aayi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video