aisi bhi kya jaldi hai Songs, Audio & Video

About aisi bhi kya jaldi hai

Explore aisi bhi kya jaldi hai music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Aisi Umar Mein

Song Title = Aisi Umar Mein
Movie/Album = Deewane Huye Paagal (2005)
Singer = Kunal Ganjawala, KK, Shaan

Mp3 Song Lyrics

((Aisi umar mein hum jo milein hain
Pyaar to hoga pyaar to hoga zaroor
Na teri khata na meri khata umr ka hai kasoor

Oh anjaani, oh anjaani
Main raja tera tu meri rani
Yeh dhoonde meri jawaani yeh jawaani teri deewani
Shuru hai teri meri prem kahaani

O jaana meri aashiqui yehi hai meri zindagi(2)
Tere bina jeena nahi kehna yehi mehfil mein hai
Kis ko pata kis ko khabar pyaar tera mere dil mein hai
Meri jaan tu hai meri jaan, kahan tu hai meri jaan (2)
Saans ki tarah tum aate ho jaate ho
Behadh sanam tum mujhko bhaate ho
Tera kadam mera kadam chaahat ki manzil mein hai
Kis ko pata kis ko khabar pyaar tera mere dil mein hai
Meri jaan tu hai meri jaan, kahan tu hai meri jaan
Tu hai meri jaan

Tera naam mohabbat hai, mera naam deewana hai(3)
Mera naam deewana hai

Par aaj nahi to kal humko mil jaana hai(2)
Tera naam mohabbat hai, mera naam deewana hai
Mera naam deewana hai

Yaadon mein khwaabon mein paaya tujhe raat din
Tanha akele mein reh na sakoon tere bin
Tere ishq ne maara hai tu sab se pyaara hai
Kya dil ka ishaara hai mera yaara samajh le zara
Tera naam musafir hai, mera naam thikaana hai (3)
Mera naam thikaana hai
Meri jaan tujhe chal ke mere paas hi aana hai
Tera naam mohabbat hai, mera naam deewana hai

[Dhadakta hai dil kyun tadapta hai dil kyun
Huwa kya mere dil ko tu hi bata]---- (2)
Hasta hai rota hai sapnein pe rota hai dekho
Kehta hai mere bhi baare mein ek pal to socho
La la la la, hey hey hey hey

Chori se chupke se aahista dheere se dil ko mera le gayi
Nazrein milaake to nazrein churaake naya dard sa de gayi
Yeh dard main kaise sahoon ab bin tere kaise rahoon
Dhadakta hai dil kyun tadapta hai dil kyun
Huwa kya mere dil ko tu hi bata

Ishq yeh mera sab se alag hai chaahat sab se judaa hai
Mera tan-man bhi mera dhadkan bhi dilbar tujhpe fida hai
Leke tujhe main jaoonga, leke tujhe main jaoonga

Aisi umar mein hum jo milein hain
Pyaar to hoga pyaar to hoga zaroor
Na teri khata na meri khata umr ka hai kasoor ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.