Ye tasveer he Songs, Audio & Video

Ye tasveer he
01
MUSIC TRACK Ye tasveer he
Save As
02
MUSIC TRACK Ye tasveer he
Save As
03
MUSIC TRACK Ye tasveer he
Save As
04
MUSIC TRACK Ye tasveer he
Save As

About Ye tasveer he

Explore Ye tasveer he music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Tasveer E Mohabbat Thi

Song Title = Tasveer E Mohabbat Thi
Movie/album =Sunghursh (1968)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Harnam Singh Rawail

Mp3 Song Lyrics

((Tasveer e mohabbat thi jismein
Humne woh sheesha tod diya

Tod diya
Tod diya
Ho o o o

Humne woh sheesha tod diya
Tod diya
Tod diya

Hanske hanske jeena seekh liya
Ghut ghutke marna chhod diya

Chhod diya
Chhod diya

Aaa aaa aaaa aaaaa

Ghut ghutke marnaa chhod diya
Chhod diya
Chhod diya

Phir hai jhankar wohi
Phir hai baazar wohi

Phir haseen shaam wohi
Phir mera kaam wohi

Phir haseen sham wohi
Phir mera kaam wohi

Yaa dil ke tukde kar daale
Yaa dil ko dil se jod diya
Jod diya jod diya
O o o o

Yaa dil ko dil se jod diya
Jod diya jod diyaa

Dil ki aawaaz hai kya
Ho o o o
Jaane ye raaz hai kya
Dil ki aawaaz hai kyaa

Aaaa

Jaane ye raaz hai kya
Aaj samjhe to koi

Humse poochhe to koi
Humse poochhe to koi

Yaa khud hi mohabbat toot gayi
Ya humne pyaar tod diya

Tod diya
Tod diya
Ho o o o

Hans hanske jeena seekh liya
Ghut ghutke marna chhod diya

Chhod diya
Chhod diya

Pyaar ka naam o nishaan
Aaj duniya mein kahaan

Pyaar ka naam o nishaan
Aaj duniya mein kahaan

Dil ko jab thes lagi
Aayee hothon pe hansi

Dil ko jab thes lagi
Aayee hothon pe hansi
Aayee hothon pe hansi

Taqdeer ke gham se ghabrakar
Rukh zindagi ka mod diya
Mod diya mod diya
Ho o o o

Tasveer e mohabbat thi jismein
Humne woh sheesha tod diya

Tod diya
Tod diya

Aa aa aa aa

Humne woh sheesha tod diya
Tod diya
Tod diya.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.