Yaadon ki baraat Songs, Audio & Video

About Yaadon ki baraat

Explore Yaadon ki baraat music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Yaadon Mein Woh

Song Title = Yaado Me Woh
Movie/album = Swami (1977)
Singer = Kishore Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai
Saanson se hoon main kaise judaa
Apnon ko doon main kaise bhoola
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai

Yeh phool, yeh kaliyaan sabhi
Rok rahi raahein meri
Yeh meet, yeh sakhiyaan sabhi
Boond rahi nigaahein meri
Har mod par ek sapna khada
Jaana hai mushkil mera
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai

Naina mere ansuvan bhare
Poochh rahe chale hai kahan
Behti nadi kehne lagi
Tera to hai yehi jahaan
Har mod par koi apna khada
Dekhoon main mudke jahan
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai
Saanson se hoon main kaise judaa
Apnon ko doon main kaise bhoola
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan
to dhadkan se hai .))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.