Sach kah raha hai deewana Songs, Audio & Video

About Sach kah raha hai deewana

Explore Sach kah raha hai deewana music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Sachha Pyar To

Song Title = Sachha Pyar To
Movie/Album = Umang (1970)
sinjger = Asha Bhosle, Chorus, Kishore Kumar

Mp3 Song Lyrics

((sacha pyar to jhuk nahi sakta
dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai

sacha pyar to jhuk nahi sakta
dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai

sacha pyar to jhuk nahi sakta
dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai

jinko hum se pyar kash humare ho jaye
mitha jal hai vo sagar daag jo dil ka do jaye
mitha jal hai vo sagar daag jo dil ka do jaye
pyar ka rista mit nahi sakta

dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai

gardish me ho jindgi
ache din bhi aayenge
gardish me ho jindgi
ache din bhi aayenge
aanshu apni aap ke kudh moti ban jayenge
aanshu apni aap ke kudh moti ban jayenge
aas ka suraj dhal nahi sakta
dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai

ek dhali ke phool hai hum
gulshan me sang rahte hai
ek dhali ke phool hai hum
gulshan me sang rahte hai
dushman se bhi pyar hai
gham bhi hans kar sahate hai
dushman se bhi pyar hai
gham bhi hans kar sahate hai
hath pyar ka chuth nahi sakta
dil ki umang kehti hai
sacha pyar to jhuk nahi sakta
dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai

sacha pyar to jhuk nahi sakta
dil ki umang kehti hai
pyar ka rahi ruk nahi sakta
dil ki umang kahti hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.