Pyaar Ishq Aur Mohabbat Songs, Audio & Video

About Pyaar Ishq Aur Mohabbat

Explore Pyaar Ishq Aur Mohabbat music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Pyaar Mein Kabhi Kabhi

Song Title = Pyar Me Kabhi Kabhi
Movie/Album = Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
Singer = Krishna Kumar
Lyricist = Mandira Bedi, Raj Kaushal
Music Director = Shekhar Ravjiani
Film Director = Raj Kaushal

Mp3 Song Lyrics

((dil me mere bas ek sawal hai jawab do
batao to laut ke tum kab aaogi
dil me mere tera khyal hai jawab do
batao ke kab meri tum ho jaaogi

jabse khoya tujhe jindagi khaali khaali si

lag rahi hai
tere bin jaan-e-jaana jine kaa koyi matlab

nahi hai
jabse khoya tujhe jindagi khaali khaali si

lag rahi hai
tere bin jaan-e-jaana jine kaa koyi matlab

nahi hai
mujhe chhod ke tum na jaana kabhi tumse dur

reh ke hai jina nahi
dil me mere bas ek sawal hai jawab do
batao to laut ke tum kab aaogi
dil me mere tera khyal hai jawab do
batao ke kab meri tum ho jaaogi

jabse dekha tujhe meri jaan mai to paagal

sa ho gaya hu
teri aankho me unn nigaaho me mai to bas

kho gaya hu
jabse dekha tujhe meri jaan mai to paagal

sa ho gaya hu
teri aankho me unn nigaaho me mai to bas

kho gaya hu
mujhe chhod ke tum na jaana kabhi tumse dur

reh ke hai jina nahi
dil me mere bas ek sawal hai jawab do
batao to laut ke tum kab aaogi
dil me mere tera khyal hai jawab do
batao ke kab meri tum ho jaaogi

akela akela mai phirta raha duniya ki raaho

me girta raha
tere hi sapno me khoya huwa, jaga huwa

jaise soya huwa
abb tu hi manjil hai tu aarju, tu jan jine

ki chaahat hai tu
tere bina jindagi hai adhuri, aa kar le

meri tamannaye puri
dil me mere bas ek sawal hai jawab do
batao to laut ke tum kab aaogi
dil me mere tera khyal hai
ha aisa bhi ho jata hai pyar me kabhi kabhi
pyaar me kabhi kabhi, pyaar me kabhi kabhi
pyaar me kabhi kabhi, pyaar me kabhi kabhi
pyaar me kabhi kabhi, pyaar me kabhi kabhi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.