Dekha hazaro daffa aapko Songs, Audio & Video

About Dekha hazaro daffa aapko

Explore Dekha hazaro daffa aapko music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Dekha Hai Pehalee Baar

Song Title = Dekha Hai Pehalee Baar
Movie/Album = Saajan 1991
Singers = Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Lawrence D Souza
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar
Ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar

Palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
Ab bin tere main to kahi chain na paau
Palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
Ab bin tere main to kahi chain na paau
Tu mera jigar hai tu meri nazar hai
Tu meri aarazu tu mera hamsafar hai
Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar

Meri adaaye ye meri jawani
Bas tere liye hai ye meri zindagani
Meri adaaye ye meri jawani
Bas tere liye hai ye meri zindagani
Tu meri gazal hai tu mera tarana
A teri dhadkanon pe likh du dil ka fasana
Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar

Dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyar
Tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekarar
Ab ja ke aaya mere bechain dil ko karar
Dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.