Chui kaucha ghas bhravti Songs, Audio & Video

About Chui kaucha ghas bhravti

Explore Chui kaucha ghas bhravti music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Chuimui Si Zindagi

Song Title = Chuimui Si Zindagi
Movie/Album = Mr. Prime Minister (2005)
Singer = Babul Supriyo, Dev Anand, Sunidhi Chauhan
Music Director = Bappi Lahiri, Darshan Dave
Film Director = Dev Anand

Mp3 Song Lyrics

((chuimui si zindagi simat ke khawab ban gayi
tamam umar ki khushi yaha waha bikhar gayi
aaj jo mile shama bhi hai bahar bhi
is khushi ka tha sabhi ko intzar bhi
mai hu zami pe aasma pe mera dil diwana
aaha, ye pyar aaha, khumar aaha, bahar aaha
aaha, ye pyar aaha

mara piya aawe bijli si chamke
hiwada bhigowe badli si barse
aari ya chundar tara si badke
payal ya chhanke chudi khanke
shabnami hansi cheharo pe aaj
khilkhilati har nazar me aaj
shararat khul ke muskarati
dil thamta hi nahi aisi ek bat huyi
jaise bin badal ke kahi barsat huyi
ab se kabhi bhi na koi yu nazar jhukayega
ab se kabhi bhi na koi yu nazar jhukayega
mil gaye hai ab na hune koi rok payega
ab se kabhi bhi na koi yu nazar jhukayega
rat hansi sath hansi ye khushi ki bat hansi
ye falsafa hai zindagi ka kya thikana
ye pyar aaha

mastani hu hey mastani hu, masatni
phulo se mahku mai, panchhi si chahku mai
barkha si barsu mai, purwah si bahku mai
nigahe chumti dilo me shor hai
nashe me jhumta ye shama hi aur hai
mujhe sambhalana na hosh kho du jane jana
ye pyar aaha, khumar aaha, bahar aaha
aaha, ye pyar aaha

chuimui si zindagi simat ke khawab ban gayi
tamam umar ki khushi yaha waha bikhar gayi
aaj jo mile shama bhi hai bahar bhi
is khushi ka tha sabhi ko intzar bhi
mai hu zami pe aasma pe mera dil diwana
aaha, ye pyar aaha, khumar aaha, bahar aaha
aaha, ye pyar aaha ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.