Chirag kahan roshani kahan Songs, Audio & Video

About Chirag kahan roshani kahan

Explore Chirag kahan roshani kahan music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Chirag Kiske Ghar Ka Hai

Song Title =Chirag Kis Ke Ghar Ka Hai
Movie/album = Ek Nari Ek Brahmachari (1971)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = N/A
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Kotayya Pratyagatma
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Chirag kis ke ghar ka hai
Tu laal kis jigar ka hai
Kaval hai kon taal ka
Tu kis chaman ka phul hai

Chirag kis ke ghar ka hai
Tu laal kis jigar ka hai
Kaval hai kon taal ka
Tu kis chaman ka phul hai
Chirag kis ke ghar ka hai

Kisi neend todhana
Ke maa ki ghod jodh na
Kisi ka man jinjorana
Ye kaisa khel hai tera

Kisi neend todhana
Ke maa ki ghod jodh na
Kisi ka man jinjorana
Ye kaisa khel hai tera

Kisi neend todhana
Ke maa ki ghod jodh na
Kisi ka man jinjorana
Ye kaisa khel hai tera
Ye kaisa khel hai tera
Ye kya tera ushul hai
Ye kya tera ushul hai
Kaval hai kon taal ka
Tu kis chaman ka phul hai
Chirag kis ke ghar ka hai

Kali ke pak roop me
Tera janam mahan hai
Tu devta saman hai
Sulayega jo tu mujhe
Kali ke pass roop me
Tera janam mahan hai
Tu devta saman hai
Sulayega jo tu mujhe
Sulayega jo tu mujhe
Wo faisala kabul hai,
Wo faisala kabul hai

Kaval hai kon taal ka
Tu kis chaman ka phul hai
Chirag kis ke ghar ka hai

Ulajh gayi hai aatma
Bata de aaj sach hai kya
Ki kaun laage tu mera
O nanhe munne devat
O nanhe munne devta
Tu kis ke man ki bhul hai
Tu kis ke man ki bhul hai
Kaval hai kon taal ka
Tu kis chaman ka phul hai
Chirag kis ke ghar ka hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.