Baraste pani ka maza Songs, Audio & Video

About Baraste pani ka maza

Explore Baraste pani ka maza music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Pani Khoon Nahin Banta

Song Title = Pani Khoon Nahin Banta
Movie/Album = Humlaa (1992)
Singers = Mohammed Aziz, Nitin Mukesh Chand Mathur
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = N. Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani
O bhaiya tu hai meri jaan
O bhaiya tu hai meri jaan
Tu hai meri zindgani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta

Itne baras hum dur rahe
Milne se majbur rahe
Itne baras hum dur rahe
Milne se majbur rahe
Tarsi barsi ye aankhe
Gam se dil chur rahe
O bhuli nahin bachpan ki
O bhuli nahin bachpan ki
Koi yaad purani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta

O tukde mere dil ke
O tukde mere dil ke
Phul bana ye dil khil ke
Samne rahna aankho ke
Bichhad na jana phir milke
Bichhad na jana phir milke

O jane kaha le jaye
O jane kaha le jaye
Ye rahe anjani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta

Bhai kaise hote hai
Bhai aise hote hai
Ek duje se lag ke gale
Hanste hai kabhi rote hai
Farz ada kar dete hai
Farz ada kar dete hai
Bhai ek duje pe apni
Jaa fida kar dete hai

Ye kurbani mai dunga
Mai dunga ye kurbani
Ye kurbani mai dunga
Mai dunga ye kurbani
O bhaiya tu hai meri jaan
O bhaiya tu hai meri jaan
Tu hai meri zindgani

O bhaiya tu hai meri jaan
O bhaiya tu hai meri jaan
Tu hai meri zindgani
Pani khun nahin banta
Khun nahin banta
Pani pani khun nahin banta
Khun nahin banta...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.