Baare Baare Baazi Songs, Audio & Video

About Baare Baare Baazi

Explore Baare Baare Baazi music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Baazi Kisine Pyaar Ki Jeeti

Song Title = Baazi Kisine Pyaar Ki Jeeti
Movie/album = Nazrana (1961)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = C. V. Sridhar

Mp3 Song Lyrics

((Ek pyaasa tujhe maikhaana die jaata hai
Jaate-jaate bhi ye nazaraana die jaata hai

Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di

Saahil karega yaad usi naamuraad ko
Saahil karega yaad usi naamuraad ko
Kashti khushi se jis ne bhanvar men utaar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di

Jab chal pade safar ko to, mud ke kya dekhana
Jab chal pade safar ko to, mud ke kya dekhana
Duniya ka kyaa hai us ko sada baar-baar di
Duniya ka kyaa hai us ko sada baar-baar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.