Abhi utha ho neend se Songs, Audio & Video

About Abhi utha ho neend se

Explore Abhi utha ho neend se music information, available audio links and related albums. Browse the featured collections below or use the search bar to find more songs, movies and artists.

Related Song Lyrics

Abhi Ajnabee The II

Song Title = Abhi Ajnabee The II
Movie/album = Ishq Click (2016)
Singers = Madhuri Pandey
Song Lyricists = N/A
Music Director = Ajay, Satish Tripathi
Director = Anil Ballani

Mp3 Song Lyrics

((Abhi ajnabee the abhi to mile hai
Abhi aapke hum kareeb aa gaye hai
Nayi hasraton pe bichhi zindagi hai
Banke woh mere naseeb aa gaye hai

Tumhe khud ko saupa riha ho gayi hoon
Ibadat ke aage fana ho gayi hoon
Tere sang hum dam kadam jo badhe hai
Asa laga ke falak pe khade hai
Meri khwaishein ab nikhare ne lagi hai
Banke meharba habeeb aa gaye hai
Abhi ajnabee the abhi to mile hai
Abhi aapke hum kareeb aa gaye hai.

Khwabon ke pal ko hawa mein pasare
Udne lage hai, armaa humare..
Jahan dekhti hoon wahi roshani hai
Nayi zindagi hai, jannat nashi hai
Meri zindagi ab sawarne lagi hai
Manzile ke yun hum kareeb aa gaye hai
Abhi ajnabee the abhi to mile hai
Abhi aapke hum kareeb aa gaye hai.))

Posted by : {Soni Kumari}

Read complete lyrics

Related Music Video

No saved video is available for this search yet.