Tum Bin 2001 - Download Mp3 Song

Tum Bin 2001

Tum Bin 2001

Anubhav Sinha
Nikhil, Vinay
Faaiz Anwar
Priyanshu Chatterjee, Himanshu Malik, Sandali Sinha, Raqesh Vashisth

album songs
Zum Bumburaa Is Dil Ne
Singer : Sonu Nigam
Save As

Zum Bumburaa Is Dil Ne Lyrics

Song Title = Zum Bumburaa Is Dil Ne
Movie/album = Tum Bin... Love Will Find A Way (2001)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Faaiz Anwar
Music Director = Nikhil, Vinay
Director = Anubhav Sinha

Mp3 Song Lyrics

((zum bumbura zum bumbura
is dil ne sapne kya kya sajaaye
is dil ne sapne kya kya sajaaye in sapno ka kya karu
zum bumbura zum bumbura
is dil ne sapne kya kya sajaaye in sapno ka kya karu
na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar
na jaane ab ye zindagi le jaayegi kidhar
na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar
na jaane ab ye zindagi le jaayegi kidhar
is dil ne sapne kya kya sajaaye in sapno ka kya karu
zum bumbura zum bumbura

zum bumbura zum bumbura
sine me ye dard-e-dil dabaanaa hai mushkil
mai diwaana to nahi phir bhi mujhako hai yaki
diwaana tu kahegi mujhe, zum bumbura zum bumbura
is dil ne sapne kya kya sajaaye
is dil ne sapne kya kya sajaaye in sapno ka kya karu

zum bumbura zum bumbura
uski hi tamanna me machalta hai ye dil
dekhu na mai jab usko to jalta hai ye dil
mere dil ki ye lagi vo samajhati hi nahi
har pal mai sochata hi rahu
he is dil ne sapne kya kya sajaaye
is dil ne sapne kya kya sajaaye in sapno ka kya karu
na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar
na jaane ab ye zindagi le jaayegi kidhar
na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar
na jaane ab ye zindagi le jaayegi kidhar...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like