Yeh Zindagi Ka Safar 2001 - Download Mp3 Song

Yeh Zindagi Ka Safar 2001

Yeh Zindagi Ka Safar 2001

Tanuja Chandra
Daboo Malik
Salim Bijnori
Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali

album songs
Zamane Mein Sabhie Ko
Singer : Hariharan
Save As

Zamane Mein Sabhie Ko Lyrics

Song Title = Zamane Mein Sabhie Ko
Movie/album = Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
Singers = Hariharan
Song Lyricists = Salim Bijnori
Music Director = Daboo Malik
Director = Tanuja Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana
Yahan har raat ki
Subhah hai hamdam
Tum na ghabrana
Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana

Chura lo tum khushi ke pal
Muqaddar ke khazane se
Bhala tab door hote hain
Yeh gham aansoon banane se
Tumhaare saath
Hona ho yeh aalam
Tum na ghabrana
Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana

Sambhal jaao sambhal jaao
Abhi gir ke sambhalna hai
Utho vaade nibhane hain
Utho kuch door chalna hain
Chalenge to manzil payenge
Tum na ghabrana
Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana
Yahan har raat ki
Subhah hai hamdam
Tum na ghabrana.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like