Aah 1953 - Download Mp3 Song

Aah 1953

Aah 1953

Raja Nawathe
Jaikishan Dayabhai Panchal
Hasrat Jaipuri
Raj Kapoor, Nargis

album songs
Yeh Shaam Ki Tanhayian
Singer : Lata Mangeshkar
Save As

Yeh Shaam Ki Tanhayian Lyrics

Song Title = Yeh Shaam Ki Tanhaiyan
Movie/Album Name = AAH
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Raja Nawathe
Music Label = Saregama
Starring = Raj Kapoor, Nargis
Release on = 22nd March, 1953


Mp3 Song Lyrics


yeh shaam ki tanhaiyan, aise main tera gham (2)
patte kahin khadke hawa, aayi to chaunke ham (2)
yeh shaam ki tanhaiyan, aise main tera gham

jis raah se tum aane ko the (2)
uske nishaan bhi mitne lage (2)
aaye na tum sau sau dafa, aaye gaye mausam (2)
yeh shaam ki tanhaiyan, aise main tera gham

seene se laga teri yaad ko (2)
roti rahi main raat ko (2)
haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam (2)
yeh shaam ki tanhaiyan, aise main tera gham (2)


Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Shaam Ki Tanhayian Video

You May Also Like