Faasle 1985 - Download Mp3 Song

Faasle 1985

Faasle 1985

Yash Chopra
Hariprasad, Shivkumar Sharma
Shahryar
Sunil Dutt, Rekha, Farooq Shaikh

album songs
Yeh Qafile Yaadon Ke
Singer : Asha Bhosle
Save As

Yeh Qafile Yaadon Ke Lyrics

Song Lyrics Title = Yeh Qafile Yaadon Ke
Movie/album = Faasle (1985)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan)
Music Director = Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma
Director = Yash Chopra

Mp3 Song Lyrics

((Ye qaafile ae ae
Yaadon ke
Ye qaafile
Yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ye qaafile
Yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ik pal bhi agar bhool se
Hum so gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote

Iss mod pe ab tujhse
Bichhadna nahin aasaan aan
Iss mod pe ab tujhse
Bichhadna nahin aasaan
Pehle hi kahin tujhse
Judaa ho gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote

Milti ke naa milti
Ye muqaddar thhaa hamaaraa
Milti ke naa milti
Ye muqaddar thha hamaaraa
Manzil ki taraf apni
Kadam toh gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote

Duniya bhi bura kehti
Gilaa tujhko bhi hotaa aa aa
Duniya bhi bura kehti
Gilaa tujhko bhi hotaa aa
Hum hadd se zaraa aagey
Chale jo gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ik pal bhi agar bhool se
Hum so gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like