Naya Kanoon 1965 - Download Mp3 Song

Naya Kanoon 1965

Naya Kanoon 1965

R. C. Talwar
Madan Mohan Kohli
Hasrat Jaipuri
Ashok Kumar, Vyjayanthimala, Bharat Bhushan

album songs
Unhe Kissa E Gum Jo
Singer : Asha Bhosle
Save As

Unhe Kissa E Gum Jo Lyrics

Song Title =Unhe Kissa E Gum Jo
Movie/album = Naya Kanoon (1965)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = R.C. Talwar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Unhe kissa e gham likhne ko baithe to
Dekhe kalam ki rawani me aansu
Ye anmol tare hi ulfat ke moti
Unhe humne bheje nishani me aansu
Unhe kissa e gham
Mera dard ulfat unhe khich laya
Najar jo uthayi to wo samne the
Humari khushi ka wo alam na puchho
Nikal aaye the sa khumari me aansu
Unhe kissa e gham

Mere aansuo mein chhupe hai wo tufa
Jo machle to sare jahaan ko dubo de
Mere aansuo mein chhupe hai wo tufa
Jo machle to sare jahaan ko dubo de
Abhi tumne duniya mein dekha hi kya hai
Laga dete hai aag pani me aansu
Unhe kissa e gham

Ye aansu ke jugnu meri roshni hai
Andhere mein rahe dikhate hai mujhko
Na samjhegi duniya na samjhoge tum bhi
Jhalakte hai meri kahani mein aansu
Unhe kissa e gham likhne ko baithe to
Dekhe kalam ki rawani me aansu
Ye anmol tare hai iulfat ke moti
Unhe humne bheje nishani me aansu
Unhe kissa e gham.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like