Naam 1986 - Download Mp3 Song

Naam 1986

Naam 1986

Mahesh Bhatt
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Nutan, Sanjay Dutt, Kumar Gaurav, Amrita Singh, Poonam Dhillon, Paresh Rawal

album songs
Tu Kal Chala Jaayega
Singer : Manhar Udhas, Mohammed Aziz
Save As

Tu Kal Chala Jaayega Lyrics

Song Title = Tu Kal Chala Jaayega
Movie/album = Naam (1986)
Singers = Manhar Udhas, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Mahesh Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Tere jaane ki khushi aur dil udaas hain
Durr hum hue toh kya dil toh dil ke paas hain
Tu kal chala jaayega toh main kya karunga
Tu kal chala jaayega toh main kya karunga
Tu yaad bahut aayega
Tu yaad bahut aayega toh main kya karunga
Tu kal bichhad jaayega toh main kya karunga
Tu kal bichhad jaayega toh main kya karunga
Tu muhjko bhul jaayega toh main kya karunga
Tu kal chala jaayega

Teri yaad ko kahi durr chhod aaun main
Teri yaad ko kahi durr chhod aaun main
Iss kadar pila mujhe tujhko bhul jaaun main
Iss kadar pila mujhe tujhko bhul jaaun main
Tujhko bhul jaun main
Hosh magar aayega toh main kya karunga
Are hosh magar aayega toh main kya karunga
Tu yaad bahut aayega toh main kya karunga
Tu kal chala jaayega

Tere jaisa kaun hai aur kiska naam lu
Tere jaisa kaun hai aur kiska naam lu
Laa main issi baat par aur ek jaam lu
Laa main issi baat par aur ek jaam lu
Aur ek jaam lu
Jaam chhalak jaayega toh main kya karunga
Jaam chhalak jaayega toh main kya karunga
Tu muhjko bhul jaayega toh main kya karunga
Tu kal chala jaayega

Bhul jaana tu mujhe zindagi sanwarna
Bhul jaana tu mujhe zindagi sanwarna
Yaad na karna mujhe haske din gujarna
Yaad na karna mujhe haske din gujarna
Haske din gujarna
Tera gam rulayega toh main kya karunga
Are tera gam rulayega toh main kya karunga
Tu yaad bahut aayega toh main kya karunga
Tu kal chala jaayega toh main kya karunga
Tu yaad bahut aayega toh main kya karunga
Tu kal bichhad jaayega toh main kya karunga
Tu muhjko bhul jaayega toh main kya karunga
Tu kal chala jaayega...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like