Mall Road 1962 - Download Mp3 Song

Mall Road 1962

Mall Road 1962

Viren Dablish
R. Sudarshan
Viren Dablish
Amrit Rana, Bela Bose, Sangeeta, Chandrashekhar

album songs
Thandi Thandi Hawa
Singer : Suman Kalyanpur
Save As

Thandi Thandi Hawa Lyrics

Song Title = Thandi Thandi Hawa
Movie/Album = Mall Road (1961)
Singers = Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Viren Dablish
Music Composer = R. Sudarshan
Director = Viren Dablish

Mp3 Song Lyrics

((Thandi thandi hawa
Mujhe chhede yaha
Dil tujhko pukare ho sajna
Thandi thandi hawa
Mujhe chhede yaha
Dil tujhko pukare ho sajna

Muskurata chaman
Jhumati har kali
Phir dil mein hai
Mere ajab betli
Muskurata chaman
Jhumati har kali
Phir dil mein hai
Mere ajab betli
Jaane wale bata kuch
To apna pata
Dil tujhko pukare ho sajna
Thandi thandi hawa
Mujhe chhede yaha
Dil tujhko pukare ho sajna

Mere dil ki lagi
Aaj badne lagi
Hosh hokar main
Apna bahkane lagi
Mere dil ki lagi
Aaj badne lagi
Hosh hokar main
Apna bahkane lagi
Dil mera kho gaya
Haye kya ho gya
Dil tujhko pukare ho sajna
Thandi thandi hawa
Mujhe chhede yaha
Dil tujhko pukare ho sajna

Tujhe meri kasam
Ab to aaja sanam
Dhunde kab tak tujhe in
Bahare mein hum
Tujhe meri kasam
Ab to aaja sanam
Dhunde kab tak tujhe in
Bahare mein hum
Main akeli yaha
Mera dhadke jiya
Dil tujhko pukare ho sajna
Thandi thandi hawa
Mujhe chhede yaha
Dil tujhko pukare ho sajna
O ho ho sajna...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

You May Also Like