The Killer 2006 - Download Mp3 Song

The Killer 2006
       
       
                     Hasnain Hyderabadwala, Raksha Mistry
                              Sajid Ali, Wajid Ali
                              Jalees Sherwani
                              Emraan Hashmi, Nisha Kothari, Irfan Khan
         
       
Teri Yadoon Main Remix Lyrics
         Song Title = Teri Yadoon Main Remix
Movie/album = The Killer (2006)
Singers = K.K, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Jalees Sherwani
Music Director = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Hasnain Hydrabadwala Raksha Mistry
Mp3 Song Lyrics
((Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haa kya se kya ho gayi
Jab se bichdi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna suna hai tera jahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Kaise kate zindagi maayusi bebasi
Raahen sabhi kho gayi
Roshani de roshani
Main toh rehti hoon teri raahon mein
Bekhabar mujhko dhunde kahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 
 


