Saranga 1961 - Download Mp3 Song

Saranga 1961

Saranga 1961

Dhirubhai Desai
None
None
Sudesh Kumar, Jayshree Gadkar, Nilofar

album songs
Saranga Teri Yaad Mein
Singer : Mukesh
Save As

Saranga Teri Yaad Mein Lyrics

Song Title = Saranga Teri Yaad Mein
Movie/album = Saranga 1961
Singer(s) = Mukesh

Mp3 Songs Lyrics

((saaranga teri yaad mein nain hue bechain
madhur tumhare milan bina
din katate nahi rain, ho..
saaranga teri yaad mein ...

vo ambuva ka jhoolana, vo pipal ki chhaanv
ghoonghat mein jab chaand tha, mehandi lagi thi paanv
ho, (aaj ujadke rah gaya - 2)
vo sapanon ka gaanv, ho ...
saaranga teri yaad mein ...

sang tumhaare do ghadi, bit gaye jo pal
jal bharke mere nain mein, aaj hue ojhal
ho, (sukh leke duhkh de gayi -2)
do akhiyan chanchal, ho ...
saaranga teri yaad mein ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like