Krishna Krishna 1986 - Download Mp3 Song

Krishna Krishna 1986

Krishna Krishna 1986

Chandrakant
Jaikishan, Shankar
Upendra
Vidya Sinha, Biswajeet, Dara Singh

album songs
Sajan Tum Humen Yunhi
Singer : Sharda Sinha
Save As

Sajan Tum Humen Yunhi Lyrics

Song Title = Sajan Tum Hume Yunhi
Movie/Album = Krishna Krishna (1986)
Singers = Sharda Sinha
Song Lyricists = Upendra
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Chandrakant
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Sajan tum hame yuhi sataya na karna
Sajan tum hame yuhi sataya na karna
Kahi tum hame man se bhulaya na karna
Kahi tum hame man se bhulaya na karna
Sajan tum hame yuhi sataya na karna

Man me viraje murat hai teri
Man me viraje murat hai teri
Chalke hai naina yad me teri
Chalke hai naina yad me teri
Yad me teri
Sada tum chupake hame man me rakhna
Sada tum chupake hame man me rakhna
Kahi tum hame man se bhulaya na karna
Sajan tum hame yuhi sataya na karna

Jaha bhi mai dekhu waha tu hi tu hai
Jaha bhi mai dekhu waha tu hi tu hai
Prem dagar ka sathi bhi tu hai
Prem dagar ka sathi bhi tu hai
Sathi bhi tu hai
Suno mere chaliye kabhi chal na karna
Suno mere chaliye kabhi chal na karna
Kahi tum hame man se bhulaya na karna
Sajan tum hame yuhi sataya na karna

Charno me tere hai meri kashi
Charno me tere hai meri kashi
Yug yug se hu mai teri dasi
Yug yug se hu mai teri dasi
Mai teri dasi
Daya karke mujhko sharan me tum rakhna
Daya karke mujhko sharan me tum rakhna
Kahi tum hame man se bhulaya na karna
Kahi tum hame man se bhulaya na karna
Sajan tum hame yuhi sataya na karna....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like