Dil Ne Phir Yaad Kiya 2001 - Download Mp3 Song

Dil Ne Phir Yaad Kiya 2001

Dil Ne Phir Yaad Kiya 2001

Rajat Rawail
Aadesh Shrivastav
Sameer
Sadashiv Amrapurkar, Vinay Anand, Pooja Batra

album songs
Saare Shaher Main
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan
Save As

Saare Shaher Main Lyrics

Song Title = Sare Shahar Me
Movie/album = Dil Ne Phir Yaad Kiya 2001
Singer = Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist = Sameer
Music Director = Aadesh Shrivastava

Mp3 Song Lyrics

((sare sahar me charcha aam ho gaya
sare sahar me charcha aam ho gaya
ek ladka ladki ka kaise gulam ho gaya
mai kya batau kaise batau
mai kya batau kaise batau

sare sahare me charcha aam ho gaya
ek ladka ek ladki ka kaise gulam ho gaya
mai ye batau sabko batau
mai ye batau sabko batau

runjhum runjhun karti payal
pahli najar me kar gayi ghayal
kajrari aankho me kajal
dekha to dil ho gaya pagal
dhire dhire kissa tamam ho gaya
are dhire dhire kissa tamam ho gaya
ek ladka ek ladki ka gulam ho gaya
mai kya batau kaise batau
mai ye batau sabko batau

meri gali se yu hi gujarna har aahat pe
tera darna sirf meri tarife karna
mere liye hi aahe bharna
tera dil tha mere nam ho gaya
tera dil tha mere nam ho gaya
ek ladka ek ladki ka kaise gulam ho gaya
mai ye batau sabko batau
mai ye batau sabko batau

sare shahar me charcha aam ho gaya
ek ladka ladki ka kaise gulam ho gaya
mai kya batau kaise batau
mai ye batau sabko batau
mai ye batau sabko batau..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like