Besahaara 1986 - Download Mp3 Song

Besahaara 1986

Besahaara 1986

N/A
Usha Khanna
Gauhar Kanpuri
N/A

album songs
Saajan Teri Baahon Mein
Singer : Anuradha Paudwal
Save As

Saajan Teri Baahon Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Saajan Teri Baahon Mein
Song Lyrics Movie = Besahara 1986
Singer = Anuradha Paudwal
Singers = Hemlata (Lata Bhatt)
Song Lyricists = Gauhar Kanpuri
Music Composer = Usha Khanna
Director = B.R. Ishara
Music Label = KMI Music

Mp3 Song Lyrics

((Saajan teri baahon mein
Ho saajan teri baahon mein
Rehane ko jee chahta hain
Rehane ko jee chahta hain
Saajan teri baahon mein
Ho saajan teri baahon mein
Rehane ko jee chahta hain
Rehane ko jee chahta hain
Saajan teri baahon mein
Ho saajan teri baahon mein

Bin tere main thi aadhi adhuri
Aasha huyi hain ab jaake puri
Tu mila gaya toh mujhko mila sab
Ho sab se badi main dhanvaan hoon
Ab kehane ko jee chahta hain
Kehane ko jee chahta hain
Saajan teri baahon mein
Ho saajan teri baahon mein

Pure jo honge armaan hamare
Kadmon pe honge ye chaand sitare
Sapno se apni doli sajegi hoo
Dulhan banugi mehandi rachengi
Kahene ko jee chahta hain
Kahene ko jee chahta hain
Saajan teri baahon mein
Ho saajan teri baahon mein
Rehane ko jee chahta hain
Rehane ko jee chahta hain
Saajan teri baahon mein
Ho saajan teri baahon mein..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

You May Also Like