Apna Desh 1972 - Download Mp3 Song

Apna Desh 1972

Apna Desh 1972

Jambulingam
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Mumtaz, Om Prakash

album songs
Rona Kabhi Nahin Rona
Singer : Kishore Kumar
Save As

Rona Kabhi Nahin Rona Lyrics

Song Title = Ro Naa Kabhee Nahin Rona
Movie/Album Name = APNA DESH
Singer(s) = KISHORE KUMAR
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = R D Burman, Basu Chakraborty, Basu Manohari
Film Director = Jamboo


Song Lyrics

((Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona
Sona, Chupke Se Sona
Chaahe Toot Jaaye, Sapna Salona, Salona

Dukh Sukh Ki Kya Baat Hai, Kya Din Hai Kya Raat Hai
Aansoo Bhi Muskaan Bane, Yeh To Apne Haath Hai
Aashaaon Ki Dori Mein Sadaa, Tum Man Ke Phool Pirona
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona

Dekho Bachchon Baagh Mein, Sab Kaliyaan Nahin Khiltin
Duniya Mein Insaan Ko, Sab Cheezein Nahin Miltin
Jo Apna Nahin, Tum Uske Liye, Jo Apna Hai Nahin Khona
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona

Rang Se Aur Na Dhaam Se, Zaat Se Aur Na Naam Se
Izzat Milti Hai Yahan, Dekho Achche Kaam Se
Koi Kaam Bura, Tum Mat Karna, Badnaam Kabhi Nahin Hona
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona
Sona, Chupke Se Sona
Chaahe Toot Jaaye, Sapna Salona, Salona
Rona, (Chacha Nahin Rona)
Chaahe Toot Jaaye, (Koi Khilona), Khilona ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Rona Kabhi Nahin Rona Video

You May Also Like