Bond 303 1985 - Download Mp3 Song

Bond 303 1985

Bond 303 1985

Ravi Tandon
Rahul Dev Burman
Gulshan Kumar Mehta
Jeetendra, Parveen Babi, Helen, Prem Chopra

album songs
Raste Mein Kal Ek Ladaki
Singer : Kishore Kumar
Save As

Raste Mein Kal Ek Ladaki Lyrics

Song Lyrics Title = Raste Mein Kal Ek Ladaki
Song Lyrics Movie = Bond 303 1985
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Gulshan Kumar Mehta
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ravi Tandon
Music Label = Saregama
Prem Chopra, Helen, Tom Alter, Dev Kumar
Release on = 31st December, 1985

Mp3 Song Lyrics

((Raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
Aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa

Raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
Aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa
Toh kya huwa, huwa huwa kuchh huwa huwa

Kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahi
Teri kya adaayein hai, mast nigaahein hai, tu hai kitani haseen

Kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahi
Teri kya adaayein hai, mast nigaahein hai, tu hai kitani haseen

Kya huwa, huwa huwa kuchh huwa huwa
Huwa huwa kuchh huwa huwa

Raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
Aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa
Toh kya huwa, are huwa huwa kuchh huwa huwa
Huwa huwa kuchh huwa huwa

Tera jawaab toh milega hi nahi, jahaan mein ai jaane jaana
Pehalu mein aa jara, itana bata jara, abhi tak tu thi kahaan

Tera jawaab toh milega hi nahi, jahaan mein ai jaane jaana
Pehalu mein aa jara, itana bata jara, abhi tak tu thi kahaan

Kuchh huwa, huwa huwa kuchh huwa huwa
Are huwa huwa kuchh huwa huwa
Are huwa huwa kuchh huwa huwa, hukka huwa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like