Sheesha 1986 - Download Mp3 Song

Sheesha 1986

Sheesha 1986

Basu Chatterjee
Bappi Lahiri
Yogesh Gaud
Mithun Chakraborty, Moon Moon Sen, Bhagwan Sinha, Malika Sarabhai, Suresh Chatwa

album songs
Pyar Hai Bas
Singer : Kishore Kumar
Save As

Pyar Hai Bas Lyrics

Song Title = Pyar Hai Bas
Movie/album = Sheesha (1986)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar
Dhadkane jab sune dhadkano ki pukar
Aankhe jab kuch kahe aankho se bar bar
Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar

Jab koi naam kitabo pe likhe
Kisi ka chup kar
Hotho pe chalak jaye halki hasi
Kisi se mil kar
Tan mann par jab ho bekhudi ka asar
Pyar hai bas yahi bas yahi to pyar
Dhadkane jab sune dhadkano ki pukar
Aankhe jab kuch kahe aankho se bar bar
Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar

Lage jab duniya ke rang sabhi
Badle badle
Kisi ke milan ko ye dil tarse
Har pal machle
Dil par koi jab jor kuch na chale
Pyar hai bas yahi bas yahi to pyar
Dhadkane jab sune dhadkano ki pukar
Aankhe jab kuch kahe aankho se bar bar
Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like