Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985 - Download Mp3 Song

Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985

Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985

Amjad Khan
Rahul Dev Burman
Nida Fazli
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Rabia Amin

album songs
Paas Rahata Hai
Singer : Lata Mangeshkar
Save As

Paas Rahata Hai Lyrics

Song Lyrics Title =Paas Rahta Hai
Movie/album = Ameer Aadmi Gharib Aadmi (1985)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Rahul Dev Burman
Music Label = Universal


Mp3 Song Lyrics

((Paas rahta hai door rahta hai
Koi dil mein jarur rahta hai
Paas rahta hai door rahta hai
Koi dil mein jarur rahta hai

Kiski ankhe hai meri ankho mein
Kiski ankhe hai meri ankho mein
Wohi surat hai sare chehro mein
Hosh mein bhi hosh mein bhi
Sarur rahta hai
Koi dil mein jarur rahta
Hai paas rahta hai door rahta hai
Koi dil mein jarur rahta hai

Jab jawani nashe mein bharti hai
Jab jawani nashe mein bharti hai
Roshni saath saath chalti hai
Har andher mein har andher mein
Bhor rahta hai
Koi dil mein jarur rahta
Hai paas rahta hai door rahta hai
Koi dil mein jarur rahta hai

Pyar jisko nasib hota hai
Pyar jisko nasib hota hai
Wo bhi kya khush nasib hota hai
Zindagi bhar
Zindagi bhar garur rahta hai
Koi dil mein jarur rahta
Ha paas rahta hai door rahta hai
Paas rahta hai door rahta hai
Koi dil mein jarur rahta hai
Paas rahta hai ha paas rahta hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Paas Rahata Hai Video

You May Also Like