Oomar Qaid 1961 - Download Mp3 Song

Oomar Qaid 1961

Oomar Qaid 1961

Aspi Irani
Iqbal Qureshi
Hasrat Jaipuri
Sheikh Mukhtar, Sudhir, Nazima, Mukri, Hiralal, Sulochana, Helen

album songs
Mujhe Raat Din Yeh Khayal
Singer : Mukesh
Save As

Mujhe Raat Din Yeh Khayal Lyrics

Song Title = Mujhe Raat Din Yeh Khayal
Movie/Album = Oomar Qaid (1961)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Iqbal Qureshi
Director = Aspi Irani
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mujhe raat din ye khyal hai
Mujhe raat din ye khyal hai
Vo nazar se mujhko gira na de
Meri zindagi ka diya kahi
Meri zindagi ka diya kahi
Ye gamo ki aandhi bujha na de
Mujhe raat din ye khyal hai

Mere dil ke daag na jal uthe
Mere dil ke daag
Mere dil ke daag na jal uthe
Kahi mere sine ki aag se
Kahi mere sine ki aag se
Ye ghuti ghuti meri aah bhi
Ye ghuti ghuti meri aah bhi
Kahi hosh mere ganva na de
Mujhe raat din ye khyal hai

Kise apna haal sunau main
Kise apna haal
Kise apna haal sunau main
Mera dil bhi gair ka ho chuka
Mera dil bhi gair ka ho chuka
Badi uljhano me ghira hu main
Badi uljhano me ghira hu main
Ke fasana koi bana na de
Mujhe raat din ye khyal hai

Main diya hu aisa jahaan me
Main diya hu aisa
Main diya hu aisa jahaan me
Ke jala to hu nahi roshni
Ke jala to hu nahi roshni
Jo jigar me hai vo khalish kahi
Jo jigar me hai vo khalish kahi
Meri hasarto ko mita na de
Mujhe raat din ye khyal hai
Mujhe raat din ye khyal hai
Vo nazar se mujhko gira na de
Mujhe raat din ye khyal hai...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

You May Also Like