Akashdeep 1965 - Download Mp3 Song

Akashdeep 1965

Akashdeep 1965

Phani Majumdar
Chitragupta Shrivastava
Majrooh Sultanpuri
Dharmendra, Ashok Kumar, Nanda, Nimmi

album songs
Mujhe Dard E Dil Ka Pata
Singer : Mohammed Rafi
Save As

Mujhe Dard E Dil Ka Pata Lyrics

Song Lyrics Title = Mujhe Dard E Dil
Movie / Album Name = Akashdeep 1965
Singers =Mohammed Rafi
Song Lyricists =Majrooh Sultanpuri
Music Composer =Chitragupta Shrivastava
Director =Phani Mazumdar


Mp3 Song Lyrics

((Mujhe dard dil ka pata na tha
Mujhe aap kis liye mil gaye
Main akela yun hi maje mein tha
Mujhe aap kis liye mil gaye
Mujhe dard dil ka pata na tha
Mujhe aap kis liye mil gaye

Yun hi apane apane safar mein gum
Kahi dur main kahi dur tum
Yun hi apane apane safar mein gum
Kahi dur main kahi dur tum, kahi dur tum
Chalo ja rahe the juda juda
Mujhe aap kis liye mil gaye
Main akela yun hi maje mein tha
Mujhe aap kis liye mil gaye

Na main chaand hun kisi shaam ka
Na chiraag hun kisi bam ka
Na main chaand hun kisi shaam ka
Na chiraag hun kisi bam ka, kisi bam ka
Main toh raaste ka hun ek diya
Mujhe aap kis liye mil gaye
Main akela yun hi maje mein tha
Mujhe aap kis liye mil gaye
Mujhe dard dil ka pata na tha
Mujhe aap kis liye mil gaye..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mujhe Dard E Dil Ka Pata Video

You May Also Like