Khoon Pasina 1977 - Download Mp3 Song

Khoon Pasina 1977
Rakesh Kumar
Anandji, Kalyanji
Anjaan
Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Rekha, Nirupa Roy, Asrani, Aruna Irani, Kader Kh
|
|||
| Main Teri Ho Gayee Singer : Lata Mangeshkar |
Save As | ||
Main Teri Ho Gayee Lyrics
Song Title = Main Teri Ho Gayee
Movie/Album = Khoon Pasina (1977)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Anjaan
Music Director = Kalyanji Anandji
Film Director = Rakesh Kumar
Film Producer = Babboo Mehra
Mp3 Song Lyrics
((mai teri ho gayi tu mera ho gaya
tu mera ho gaya mai teri ho gayi
tu mera ho gaya mai teri ho gayi
ab kahega jo bhi tu mai karungi wohi
meri baato pe meri baato pe tujhko bharosa na ho
meri baato pe tujhko bharosa na ho
kore kaagaj pe kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
tu mera ho gaya mai teri ho gayi
honi thi jo baat akele mei mere saath huyi wo mele mei
kyu tujhse shart laga bethi pad gayi meri jaan jhamele mei
ab tak mene ki manmaani
ab tak mene ki manmaani maani haar kabhi na maani
yeh hai kal ki baat puraani o o o
yeh hai kal ki baat puraani abb to huyi teri diwaani
meri baato pe meri baato pe tujhko bharosa na ho
kore kaagaj pe kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
tu mera ho gaya main teri ho gayi
badnaam kare to log kare dil ne jo kaha maine maan liya
mai to pith dhindora keh dungi tu hai mera piya tu hai mera piya
jese naagan jogi bas mei
jese naagan jogi bas mei wese huyi mei tere bas mei
baandhi dor pyaar ki tujhse ho o o o
baandhi dor pyaar ki tujhse todi duniya ki sab rasme
meri baato pe meri baato pe tujhko bharosa na ho
kore kaagaj pe kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
tu mera ho gaya mai teri ho gayi
bin doli chadhe bane teri dulhan teri prit se maang bhari sajana
o o o tere pyaar se rup sawaar liya bhuli bindiya kajara kangana
man mandir mei tujhe bithaau
man mandir mei tujhe bithaau tujhpar pyaar ke phul chadhaau
tu jo ek ishaara kar de o o o
tu jo ek ishaara kar de saari duniya ko thukraau
meri baato pe meri baato pe tujhko bharosa na ho
kore kaagaj pe kore kaagaj pe mujhse kara le sahi
kore kaagaj pe mujhse kara le sahi...))
Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like
MP3 Song Annual List
2025
2024
2022
2021
2020
2019
2018
2017
2016
2015
2014
2013
2012
2011
2010
2009
2008
2007
2006
2005
2004
2003
2002
2001
2000
1999
1998
1997
1996
1995
1994
1993
1992
1991
1990
1989
1988
1987
1986
1985
1984
1983
1982
1981
1980
1979
1978
1977
1976
1975
1974
1973
1972
1971
1970
1969
1968
1967
1966
1965
1964
1963
1962
1961
1960
1959
1958
1957
1956
1955
1954
1953
1952
1951
1950
1949
1948
1947
1946
1945
1944
1943
1942
1941
1940
1939
1938
1937
1936
1935
1934
1933
1932