Mukti 1977 - Download Mp3 Song

Mukti 1977

Mukti 1977

Raj Tilak
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar, Vidya Sinha, Mithun Chakraborty

album songs
Main Jo Chala Pee Kar
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar
Save As

Main Jo Chala Pee Kar Lyrics

Song Title = Main Jo Chala Peekar
Movie/Album = Mukti (1977)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Raj Tilak

Mp3 Song Lyrics

((Toba toba pyar mein
Ye ho gayi kharabi
Toba toba pyar mein
Ye ho gayi kharabi
Achha bhala admi
Ban gaya sarabi

Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager
Khamosi juba ho gayi
Ke meri muskil aasa ho gayi
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager

Rakha tha sine mein jisko chhupa ke
Wo baat dil ki hotho pe aa ke
Rakha tha sine mein jisko chhupa ke
Wo baat dil ki hotho pe aa ke
Ek dasta ban gayi to
Meri muskil aasa ho gayi
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager

Pine se pehele ye himat nahi thi
Mere liye jo aaj tak zami thi
Pine se pehele ye himat nahi thi
Mere liye jo aaj tak zami thi
Wo aasama ho gayi
Meri muskil aasa ho gayi
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager

Baithi kaha hai tu anjan ban ke
O bekhabar tu meri jaan ban ke
Kon hai wo
Arey baithi kaha hai tu anjan ban ke
O bekhabar tu meri jaan ban ke
Jaane jaha ban gayi
Meri muskil aasa ho gayi
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager
Khamosi juba ho gayi
Ke meri muskil aasa ho gayi
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager
Main jo chala peekar
Wo cheez buri hai mager.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

You May Also Like