Mahabharat 1965 - Download Mp3 Song

Mahabharat 1965
Babubhai Mistri
None
None
Abhi Bhattacharya, Pradeep Kumar, Dara Singh, Padmini, Jeevan
|
|||
| Mahabharat Katha Mahakavi Shri Singer : Mohammed Rafi |
Save As | ||
Mahabharat Katha Mahakavi Shri Lyrics
Song Title = Mahabharat Katha Mahakavi Shri
Song Lyrics Movie or Album = Mahabharat
Singer(s) = Mohammad Rafi
Mp3 Song Lyrics
((Mahakavi Shri Vedvyas Ki Aarathi Sabhi Utarat Hai,
jinki Lekani Se Nikala, Yeh Mahakavya Mahabharat Hai..
bahut Din Bite Purani Baat Hai,
aaj Tak Jo Vishw Mein Vikhyath Hai,
hastinapur Naam Ki Thi Ik Yahan Nagari Badi,
heere Panon Motiyon Ki Aab Se Jab Mag Jadi,
jiske Upar Chandra Vanshi Rajavon Ka Raj Tha,
jiske Raja Pandu Par, Saari Praja Ko Naaz Tha,
is Katha Mein Zor Hai, Aandhiyon Kaa Shor Hai,
bheem Arjun Kaa Parakram, Draupadi Ki Hai Vyatha,
jisne Di Bharat Ko Geeta, Voh Mahabharat Katha,
yeh Mahabharat Ki Katha, Yeh Mahabharat Ki Katha..
pandu Se Pandav Huve, Dhritrashtra Se Kavrav Huve,
ik Zameen Ke Kalank, Duje, Jagath Ke Gaurav Huve,
dusht Duryodhan, Adharm Ki Raah Par Chalne Laga,
nij Chachere Bhaiyon Se, Vyarth Hi Jalne Laga,
kintu Pandusut Yudhisthir, Dharam Ke Avtaar The,
bhai Se Bhai Na Jhagade, Unke Shudh Vichaar The,
krishna Ka Upadesh Hai, Manata Sab Desh Hai,

ay Rakhi Bandhawane Wale, Kahan Chupe Ho Krishna Murar,
panch Pandavon Ki Panchaali, Bhari Sabha Mein Kare Pukaar..
dharamraj Bane Juvari, Jhooti Sid Par Ad Gaye,
pandavon Ki Akal Par Bhi, Haaye Pattar Pad Gaye,
kauravon Ki Nagntha Par, Paap Yeh Chadne Laga,
mahabharat Mein Pralay Ka, Beej Yeh Padne Laga,
dusht Dushasan Adharmi, Vastra Keche Jaa Raha Hai,
thak Gaye Yeh Haath Par, Saadi Ka Ant Na Aaraha,
purush Voh, Haathon Mein Jinke, Dharam Ki Talvaar Ho,
inke Haathon Mein Hai Saadi, Veeratha Dhikaar Ho,
laaj Naari Ki Na Jaaye, Jo Jagath Ki Maat Hai,
iske Izzat Abaru, Pyaare Prabhu Ke Haath Hai,
shashtra Sab Yodha Liye, Chup Hai Sar Neecha Kiye,
chakrdhari Ne Mitaayi, Draupadi Ki Yeh Vyatha

sukh Jaata Hai, Dukh Aata, Dukh Jaata Hai, Sukh Aaata,
kintu Pandavon Ke Jeevan Ka, Dukh Hi Dukh Se Naata,
likha Bhagya Ka, Kabhi Na Tal Tha, Honahaar Hoti Hai,
dekh Pandavon Ko Banavasi, Dharati Bhi Roti Hai,
dharam Raj Kehelane Wale, Chod Ke Ghar Sansaar Chale,
sang Draupadi Ban Ban Bhatake, Raj Paat Sab Haar Chale,
arjun Ka Ghandeev Aaj Nahin, Is Vipada Kaa Bhar Hare,
gadha Bheem Ki Mahabali Ke, Kandhon Par Araam Kare,
ab Na Mile, Aakash Hi Chat Hai, Dharti Inka Bichona Hai,
raj Vanshiyon Ko Ab Tho, Ban Ke Kanton Par Sona Hai,
bhari Baiti Door Anokhe, Beej Naye Boti Hai,
dekh Pandavon Ko Banvasi, Dharati Bhi Roti Hai,
jungle Mein Mangal Chaaya Hai, Bhulgaye Voh Pichle Pal,
panchali Ke Liye Bheem, Nikale Hein Laane, Swarankamal,
saamne Yeh Kaun Jiska, Rang Bhi Ranga Ang Hai,
vridh Hai Vanar Magar, Kya Josh Hai Kya Umang Hai,
puch Inki Shakti Shaali, Raah Mein Bajarang Hai,
jai Pawan Putr Mahaan, Jai Jai Banture Balwaan,
jai Hey Raam Priya Hanumaan,
chakrvuh Ka Chakr Ghira Hai, Kavrav Dal Ki Chaal Hai,
aaj Kaal Ki Chaati Par, Abhimanyu Jaisa Bal Hai,
saamne Is Vuh Mein, Pehele Jaidrath Aagaye,
veer Abhimanyu Ke Haathon, Yeh Bhi Muki Khagaye,
pehele Socha Maar Daalun, Kya Yahi Satkarma Hai,
phir Kaha Na Maarana, Murchit Ko Ghor Adharam Hai,
chal-kapat Ki Yeh Ladaayi, Dekh Kar Hoti Vyatha,
saat Yodhavon Se Ladate, Ek Balak Ki Katha,

saamne Dekha Khade Yeh Karan Sar Uncha Liye,
ban Abhimanyu Ka Chuta, Dhanush Ke Tukde Kiye,
hila Dushasan Ka Aasan, Voh Bhi Bhaga Kampa Ke,
kaun Aage Aayega, Jwalamukhi Is Aag Ke,
ab-lo Dekho, Bha-na-jon (bhanjon) Ke, Pyaare Mama Aagaye,
aaj Yeh Pase Na Palte, Ulte Jhasan Kha Gaye,
idhar Dekho Dhanur Dhari, Shalya Saj-dhaj Kar Khada,
yeh Bhi Toota Istarah, Jun Daal Se Pata Jhada,
jwal Bhadaki Aaj Duryodhan Ki Bhi Na Khair Hai,
aaj Vish Uglega Yeh, Sadiyon Purana Bair Hai,
sab Ne Socha, Istarah, Balak Yeh Baaz Na Aayega,
kutniti Se Ise, Maro, Tabhi Mar Jaayega,
ik Taraf Saathon Maharathi, Ek Taraf Balak Akela,
phir Bhi Jab Tak Pran Tan Mein, Kshatriyon Ka Khel Khela,
vah Vah Pyare Bhatije, Tujh Se Ujwal Vansh Hai,
aa Gale Mille Ghadi Bhar, Tu Humara Ansh Hai,
is Tarah Ik Chaal Kapati, Chhali Duryodhan Chala,
gale Milne Ke Bahane, Nij Bhatije Ko Chhala,
pit Par Abhimanyu Ke, Ik Baan Dhoke Ka Chala.. ))
Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like
MP3 Song Annual List
2025
2024
2022
2021
2020
2019
2018
2017
2016
2015
2014
2013
2012
2011
2010
2009
2008
2007
2006
2005
2004
2003
2002
2001
2000
1999
1998
1997
1996
1995
1994
1993
1992
1991
1990
1989
1988
1987
1986
1985
1984
1983
1982
1981
1980
1979
1978
1977
1976
1975
1974
1973
1972
1971
1970
1969
1968
1967
1966
1965
1964
1963
1962
1961
1960
1959
1958
1957
1956
1955
1954
1953
1952
1951
1950
1949
1948
1947
1946
1945
1944
1943
1942
1941
1940
1939
1938
1937
1936
1935
1934
1933
1932