Armaan 1953 - Download Mp3 Song

Armaan 1953

Armaan 1953

Fali Mistry
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Madhubala, Shakila

album songs
Krodh Kapat Ke Andhiyaare Mein
Singer : Manna Dey
Save As

Krodh Kapat Ke Andhiyaare Mein Lyrics

Song Title = Krodh Kapat Ke Andhiyare Mein
Movie/album = Armaan (1953)
Singers = Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Fali Mistry
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Krodh kapat ke andhiyaare mein
Jeevan jyot jagaye ja
Krodh kapat ke andhiyaare mein
Jeevan jyot jagaye ja
Aate jate saans ki dhun pe
Hari naam gun gaye jaa
Aate jate saans ki dhun pe
Hari naam gun gaye jaa
Krodh kapat ke andhiyare mein
Jeevan jyot jagaye ja

Kya dhundhe basati aur ban mein
Prabhu tera hai tere mann mein
Dar dar alakh lagane wale
Bhitar khoj lagaye ja
Dar dar alakh lagane wale
Bhitar khoj lagaye ja
Krodh kapat ke andhiyare mein
Jeevan jyot jagaye ja

Ye jeevan karmo ki kheti
Jo bijo so hi phal deti
Is duniya mein dan diye ja
Us duniya mein paye ja
Is duniya mein dan diye ja
Us duniya mein paye ja
Krodh kapat ke andhiyare mein
Jeevan jyot jagaye ja

Ye jag hai do din ka dikana
Jo gire to he dur hai jaana
Tod ke maya jaal ke bandhan
Lau ishwar se lagaye ja
Tod ke maya jaal ke bandhan
Lau ishwar se lagaye ja
Krodh kapat ke andhiyare mein
Jeevan jyot jagaye ja
Aate jate saans ki dhun pe
Hari naam gun gaye jaa
Krodh kapat ke andhiyare mein
Jeevan jyot jagaye ja..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Krodh Kapat Ke Andhiyaare Mein Video

You May Also Like