Jazbaat - Download Mp3 Song

Jazbaat

Jazbaat

Jazbaat
None
None
Jazbaat

album songs
Kiska Chehra Ab Main
Singer : Jagjit Singh
Save As

Kiska Chehra Ab Main Lyrics


Song Lyrics Title = Kiska Chehra Ab Main
Movie/Album Name = Jazbaat
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics


(( Chaand bhi dekha
Phool bhi dekha
Baadal bijli titli jugnu
Koi nahin hai aisa
Tera husn hai jaisa
Tera husn hai jaisa

Meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai
Zameen pe chalta hua mahathab dekha hai

Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Kiska chehra
Kiska chehra ab main dekhoon
Tera chehra dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

Neend bhi dekhi
Khwaab bhi dekha
Neend bhi dekhi
Khwaab bhi dekha
Choodi bindiya darpan khushboo
Koi nahin hai aisa
Tera pyaar hai jaisa
Tera pyaar hai jaisa

Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Kiska chehra
Kiska chehra ab main dekhoon
Tera chehra dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

Rang bhi dekha
Roop bhi dekha
Rang bhi dekha
Roop bhi dekha
Rasta manzil saahil mehfil
Koi nahin hai aisa
Tera saath hai jaisa
Tera saath hai jaisa

Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Kiska chehra
Kiska chehra ab main dekhoon
Tera chehra dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

Bahut khoobsuat hai aankhein tumhaari
Bana dijiye inko kismat hamari
Usay aur kya chaahiye zindagi mein
Jise mil gayi mohabbat tumhari ))

Posted by : {Soni Kumari}

You May Also Like