Khayaal - Download Mp3 Song

Khayaal

Khayaal

Khayaal
Pankaj Udhas
Mumtaz Rashid
Khayaal

album songs
Khushiyon Ke Khwab Dekhe
Singer : Pankaj Udhas
Save As

Khushiyon Ke Khwab Dekhe Lyrics

Song Lyrics Title = Khushiyon Ke Khwab Dekhe
Movie/Album Name = Kaif
Singers = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Mumtaz Rashid
Music Composer = Pankaj Udhas
Music Label = Universal Music
Starring = Pankaj Udhas

Mp3 Song Lyrics

(( Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada

Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Apni nigaah se bhi parde kiye jiyada
Apni nigaah se bhi parde kiye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada

Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Khud zindagi ne humko dhoke diye jiyada
Khud zindagi ne humko dhoke diye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada

Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Andar to jee na paaye bahar jeeye jiyada
Andar to jee na paaye bahar jeeye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada...))

Posted by : {Soni Kumari}

You May Also Like