Kasoor 2001 - Download Mp3 Song

Kasoor 2001

Kasoor 2001

Vikram Bhatt
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Aftab Shivdasani, Lisa Ray, Divya Dutta, Apurva Agnihotri, Irrfan Khan, Ashutosh

album songs
Kal Raat Ho Gayi
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Save As

Kal Raat Ho Gayi Lyrics

Song Title = Kal Raat Ho Gayi
Movie/Album = Kasoor (2001)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Vikram Bhatt
Music Label = Sa Re Ga Ma

Mp3 Song Lyrics

((Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kuch sun bhi liya kuch keh bhi diya
Kal late huve woh kehna sake
Jo kehni thi woh dil mein rahi
Woh dil mein rahi
Kya kehna tha
Kehna tha ke pyaar ho gaya hai
Kehna tha ke dil kho gaya hai
Kehna tha ke jee na sakenge
Aah kehna tha ki phir kab miloge

Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kuch sun bhi liya kuch keh bhi diya
Kal late huve woh kehna sake
Jo kehni thi woh dil mein rahi
Woh dil mein rahi
Kya kehna tha
Kehna tha ke pyaar ho gaya hai
Kehna tha ke dil kho gaya hai
Kehna tha ke jee na sakenge
Aah kehna tha ki phir kab miloge
Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kuch sun bhi liya kuch keh bhi diya

Ha..main tere baare mein soch ta raha
Main tere baare mein soch ta raha
Mera dil bas tujhko chaahta raha
Mila palbhar ko muhjse ye haal kar gaya
Tera yoon milne aana kamaal kar gaya
Na jaane phir kab kaise milna hoga jaana
Jaldi aaungi kuch der dil ko samjaana
Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kuch sun bhi liya kuch keh bhi diya

Mile jo tanhai me goomte rahe
Mile jo tanhai me goomte rahe
Labon se ruksaaron ko chumte rahe
Nahi jaana tha phir bhi chod ke gaye
Hum ek duje ka dil tod ke gaye
Thode se deewane the aur thode se pagal
Bikhri bikhri zulfe thi aur bikhra tha aanchal
Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kuch sun bhi liya kuch keh bhi diya

Kal late huve woh kehna sake
Jo kehni thi woh dil mein rahi
Woh dil mein rahi
Kya kehna tha
Kehna tha ke pyaar ho gaya hai
Kehna tha ke dil kho gaya hai
Kehna tha ke jee na sakenge
Aah kehna tha ki phir kab miloge
Kal raat ho gayee mulakaat ho gayee
Kuch sun bhi liya kuch keh bhi diya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like