Aman - Download Mp3 Song

Aman

Aman

Aman
Pankaj Udhas
Zafar Gorakhpuri
Aman

album songs
Kaise Raat Kati
Singer : Pankaj Udhas
Save As

Kaise Raat Kati Lyrics

Song Lyrics Title = Kaise Raat Kati
Movie/Album Name = Aman
Singers = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Zafar Gorakhpuri
Music Director = Pankaj Udhas
Music Label = Universal Music
Starring = Pankaj Udhas
Release on = 1st January, 1994

Mp3 Song Lyrics

((Kaise raat kati kaise din beeta
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kaise raat kati kaise din beeta
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kitna lahoon aankhon se tapka
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kaise raat kati kaise din beeta
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do

Kisne kiske khaab jhalaye
Kisne kisko jhakham lagaaye
Kisne kiske khaab jhalaye
Kisne kisko jhakham lagaaye
Kisne kiska daaman chhoda
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kitna lahoon aankhon se tapka
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kaise raat kati kaise din beeta
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do

Lambee raahein ghor andhera
Ek saa dard tumhara mera
Lambee raahein ghor andhera
Ek saa dard tumhara mera
Main bhi tanhaa tum bhi tanhaa
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kitna lahoon aankhon se tapka
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kaise raat kati kaise din beeta
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do

Kaliyan chitaki khudboo bikhari
Dekho aangan mein dhoop utari
Kaliyan chitaki khudboo bikhari
Dekho aangan mein dhoop utari
Beete mausam ka saara kissa
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kitna lahoon aankhon se tapka
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Kaise raat kati kaise din beeta
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do
Main bhi bhula doon tum bhi bhula do.))

Posted by : {Soni Kumari}

You May Also Like