Armaan 1953 - Download Mp3 Song

Armaan 1953

Armaan 1953

Fali Mistry
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Madhubala, Shakila

album songs
Jab Duniya Badli Hai
Singer : Asha Bhosle
Save As

Jab Duniya Badli Hai Lyrics

Song Title = Jab Duniya Badli Hai
Movie/album = Armaan (1953)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Fali Mistry
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Jab duniya badli hai
Phir kyun na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam
Jab duniya badli hai
Phir kyu na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam

Jo bite bit gayi,
Jo bite bit gayi ab
Usko yaad na kar
Rangin baharo ko
Yuhi barbad na kar
In najuk ghadiyo ki
Umre hoti hai kam
Khilte huye mausam mein
Kyu bite rut ka gam
Jab duniya badli hai phir
Kyu na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyu bite rut ka gam

Chahat ke gulshan se,
Chahat ke gulshan se
Khushiyo ki kaliya chun
Kuchh apne dil ki kah
Kuchh mere dil ki sun
Ye duri kaisi hai main
Phul tu shabnam
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam
Jab duniya badli hai phir
Kyun na badle hum
Khilte huye mausam mein
Kyun bite rut ka gam.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Jab Duniya Badli Hai Video

You May Also Like