Anand Ashram 1977 - Download Mp3 Song

Anand Ashram 1977

Anand Ashram 1977

Shakti Samanta
Shyamal Mitra
Indeevar
Ashok Kumar, Uttam Kumar, Sharmila Tagore

album songs
Jab Chaho Chali Aaungi
Singer : Lata Mangeshkar
Save As

Jab Chaho Chali Aaungi Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Chaho Chali Aaungi
Song Lyrics Movie = Anand Ashram (1977)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Shyamal Mitra
Director = Shakti Samanta
Music Label = Saregama
Starring = Uttam Kumar, Sharmila Tagore, Rakesh Roshan


Mp3 Song Lyrics

((O jab chaho
Jab chaho chali aaungi
Jab chaho chali aaungi
Pyar se bula ke dekho
Kabhi ajma ke dekho
Jaan se pyari yaari bachpan ki
Yaari pe vaari jaungi
Jab chaho chali aaungi

Khushi ki raat hai ye
Aaj jag se na daro
Roop ka rang baro
Raat rangeen karo
Khushi ki raat hai ye
Aaj jag se na daro
Roop ka rang baro
Raat rangeen karo
Mai anmol saiya
Pyar se thamo jo baiya
Bin mol bik bin mol bik jaungi
Jab chaho chali aaungi
Jab chaho chali aaungi

Chupke milte hai vahi
Jinke dil me ho daga
Samne aake milo ho
Agar tum me vafa
Chupke milte hai vahi
Jinke dil me ho daga
Samne aake milo ho
Agar tum me vafa
Nibana ho to bhula lo
Dur se tum najare na dalo
Aaungi to fir na jaungi?
Jab chaho chali aaungi
Pyar se bula ke dekho
Kabhi ajma ke dekho
Jaan se pyari yaari bachpan ki
Yaari pe vaari jaungi
Jab chaho chali aaungi
Yaari pe vaari jaungi
Jab chaho chali aaungi....))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Jab Chaho Chali Aaungi Video

You May Also Like