Hariyali Aur Rasta 1962 - Download Mp3 Song

Hariyali Aur Rasta 1962

Hariyali Aur Rasta 1962

Vijay Bhatt
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Mala Sinha, Manoj Kumar, Shashikala

album songs
Ibddaye Ishq Mein Hum
Singer : Mukesh, Lata Mangeshkar
Save As

Ibddaye Ishq Mein Hum Lyrics

Song Title = Ibddaye Ishq Mein Hum
Song Lyrics Movie = Hariyali Aur Raasta
Singer = Mukesh, Lata Mangeshkar
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Music Director = Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai

Mp3 Song Lyrics

((ibtedaye ishk me ham sari rat jage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage

ibtedaye ishk me ham

kya kahu kuch kaha nahi jaye, bin kahe bhi raha nahi jaye

rat bhar karvat mai badalu, dard dil kaa saha nahi jaye
nind meri aankho se dur dur bhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham

dil me jagi prit ki jwala, jabse maine hosh sambhala

mai hu tere pyar ka saman, tu mera rahi matwala
mere man ki vina me tere rag jage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham

tune jab jab aankh milayi, dil se ek awaj ye aayi

chal ke aab taro me rahenge, pyar ke ham do saudayi
mujhko teri surat chandani rat lage
allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
ibtedaye ishk me ham sari rat jage

ibtedaye ishk me ham...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

You May Also Like