Lamha - Download Mp3 Song

Lamha

Lamha

Lamha
Pankaj Udhas
None
Lamha

album songs
Halki halki Si Barish Ho
Singer : Pankaj Udhas
Save As

Halki halki Si Barish Ho Lyrics

Song Lyrics Title = Halki halki Si Barish Ho
Movie/Album Name = Lamha
Singer = Pankaj Udhas
Song Lyricists = N/A
Music Director = Pankaj Udhas
Music Label = Saregama
Starring = Pankaj Udhas
Release on = 8th November, 2011

Mp3 Song Lyrics

(( Halki halki si baarish ho
Halki halki si baarish ho
Narm hawake jhonke ho
Nikhare nikhare se taza dan
Hariyali ke chehare ho
Kaash kabhi aisa ho jaaye
Kaash kabhi aisa ho jaaye
Halki halki si baarish ho

Barish ki pehali saanso mein
Mitti ki angdaai ho
Gehare gehare baadal
Pedon ki shakhon se uljhe ho
Mausam ke pehale phoolo ki
Khusboo khan se aati ho
Aur tumhari mushkano mein
Mehake mehake wade ho
Kaash kabhi aisa ho jaaye
Halki halki si baarish ho

Chaand kisi bheegi chidiya sa
Meri chhat par baitha ho
Abra hawake behkave mein
Basti basti phirte ho
Tip tip ki aawaz khamoshi ko
Gehara gehara kar jaati ho
Sannate sunke hum dono
Bekhud hokar baithe ho
Kaash kabhi aisa ho jaaye
Halki halki si baarish ho

Raat kisi tuti chhatri si
Tap tap karke tapki ho
Din bheege bheege panchhi jaise
Sehame sehamein lagte ho
Ghutane ghutane tak
Paani mein chal kar
Aaye koi subah subah
Aur raat ki neend odhkar
Besud hokar sote ho
Kaash kabhi aisa ho jaaye

Halki halki si baarish ho
Narm hawake jhonke ho
Nikhare nikhare se taza dan
Hariyali ke chehare ho
Kaash kabhi aisa ho jaaye
Kaash kabhi aisa ho jaaye
Halki halki si baarish ho. ))

Posted by : {Soni Kumari}

You May Also Like