Durgaa 1985 - Download Mp3 Song

Durgaa 1985

Durgaa 1985

Shibu Mitra
Master Sonik, Om Prakash Sharm
None
Rajesh Khanna, Hema Malini, Pran

album songs
Hai Chanji Kar Deo Ki
Singer : Alka Yagnik
Save As

Hai Chanji Kar Deo Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Hai Chanji Kar Deo Ki
Movie/album = Durga (1985)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = None
Music Director = Master Sonik, Om Prakash
Sharma
Director = Shibu Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 song lyrics

((Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki
Is ko chhod pyalla tod mujko pee

Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki
Is ko chhod pyalla tod mujko pee
Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki

Ye badan mera seese jaisa
Jad se paav tak nasha hi nasha
Hothon ki ghulabi khusboo
Peene ka aaye maza hi maza
Paani milake jo peeta hai
Paani milake jo peeta hai
Aankhe mila ke pee
Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki

Main jalwe dekha dungi
Aur tere hosh udaa dungi
Teri khoyi jawani ko main
Thumaka maar ke jaga dungi
Apane husn ka saara nasha main
Apane husn ka saara nasha main
Tujha main bhar dungi hai
Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki

Jab talak tere haathon mein
Ye jaam rahega
Aashiqo main pehala tera naam rahega
Ek shayam lungi main ghuzar
Tu mangega mukta se phir
Wahi shyam baar baar

Apne naam ki peeta raha hai
Apne naam ki peeta raha hai
Ab mere naam ki pee
Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki
Is ko chhod pyalla tod mujko pee
Hai chanji kar deo ki
Hai chanji kar deo ki.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

You May Also Like